Showing posts with label love. Show all posts
Showing posts with label love. Show all posts

Thursday, 26 March 2009

Saathiya tune kya kiya!!

One of my favourite love songs...



Saathiya tune kya kiya� beliya ye tune kya kiya?
Maine kiya tera intezar, itna karo na muje pyar

Saathiya tune kya kaha� beliya ye tune kya kaha�..
Yoon na kabhi karna intezar, maine kiya hai tumse pyar..

Itni mohabbat seh na sakunga..
Sach mano zinda reh na sakunga..
Tujhko sambhaloo, ye mera zimma
Main hoon to kya gum jane tamanna�
Ab jeena marna mera, janam tere haath hai..
Maine kaha na sanam, ab tu mere saath hai..

To phir sambhaal..le main chala ..
Jana kaha ..aa dil mein aa..

Saathiya tune kya kiya� Beliya ye tune kya kiya?

Dil ke chaman ka hasna to dekho..
Jaagi nazar ka sapna to dekho..
Aise hue hum ek jaan ek dil, tu hai ke main hoon
Kehna hai mushkil..
Jhonka basanti hai tu.. tan hai gulabi mera..
Do rang milne ke baad hote nahi hain judaa..

To phir sambhal..dil yeh chala ..
Jana kaha ..aa dil mein aa

Saathiya tune kya kaha� beliya ye tune kya kaha�..
Yoon na kabhi karna intezar, maine kiya hai tumse pyar..


Leia Mais…